Categories
User: Abhi
आज दशहरे का दिन आया, असत्य
पर सत्य ने जीत पाया, रामचंद्र
जी ने रावण को हराया, नीति का
पूरी दुनिया को एक पाठ पढ़ाया.
आज की नई सुबह इतनी सुहानी हो जाए,
आपके दुखों की सारी बातें पुरानी हो जाएं,
दे जाए इतनी खुशियां ये दशहरा आपको, कि
ख़ुशी भी आपके मुस्कुराहट की दीवानी हो जाएं।
बुराई का होता है विनाश दशहरा
लाता है उम्मीद की आस रावण
की तरह आपके दुखों का होगा
नाश विजयदशमी की शुभकामनाएं.
जैसे राम ने जीता लंका को वैसे आप
भी जीते सारी दुनिया इस दशहरे
मिल जाए आप को दुनियाभर
की सारी खुशियां शुभ दशहरा.
अधर्म पर धर्म की जीत
अन्याय पर न्याय की विजय
बुरे पर अच्छे की जय जयकार
यही है दशहरा का त्योहार.
Ek Pal Bhi Soti Nahin Hai Aankhe, Chale
Aaiye Aansuon Ke Sang Gujarati Hai
Raate, Chale Aaiye Entajaar Ke
Moti Roj Lutaati Hai Aankhe Sada
Sataati Hai Tumhaari Baate, Chale Aaiye.
Wo Na Aaye Unki Yaad Aakar Wafa Kar
Gayi, Unse Milne Ki Tamanna Sukoon
Tabah Kar Gayi, Aahat Hui Socha
Asar Duaa Kar Gayi, Darwaja Khola
To Dekha Majak Humse Hava Kar Gayi.
Socha Na Tha Ki Wo Muh Mod Legi, Lekin
Usne Muh Mod Hi Liya, Socha Na Tha Ki
Wo Dil Tod Degi, Lekin Usne Dil Tod Hi
Diya, Maine Socha Ki Wo Sath Nibhayegi,
Lekin Usne Raste Mai Mujhe Chhod Hi Diya.
Kuch Bhi Nahi Hai Aaj Kahne Ko Chand Lafzon
Ke Siva, Na Ankhon Me Hai Koi Jazbat Chand
Ashkon Ke Siva, Is Qadar Tod Diya Usne
Ki Khud Ko Jod Pana Mushkil Hai, Nahi Raha
Baki Kuch Bhi Mujh Me, Chand Saanson Ke Siva.
Apno Ki Chahat Se Bada Koi Dhoka Na
Tha, Sahil Pr Dubne Ka Bhrosa Na
Tha, Kanto Ne Zkhm Dia Hota To
Koi Shikwa Na Hota, phool Bhi
Zakhmi Kar Denge Kabhi Socha Na Tha.
Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar
Mila Hai, Is Jahan Mein Kise Bhala
Sacha Pyaar Mila Hai, Guzar Rahi
Hai Zindagi Imtehan Ke Daur Se, Ek
Khatam Hua Toh Dusra Tayar Mila Hai.