Categories
User: DEV RADIKA
Chirage Fikar Yakeenan Bujha Ke
Sote Hain, Magar Takdir Ka Shama
Jala Ke Sote Hain, Roj Khwab Me
Jannt Ko Dekhte Hoge Wo Jo
Apne Ma Ke Pair Daba Ke Sote Hain.
Dosti Ke Bhi Kuch Andaaz Hote Hain,
Jaagti Aakhoon Me Bhi Kuch Kwaab
Hoten Hain, Zaroori Nahin Ke
Gham MeAansoo Nikle, Muskurate
Aakoon Me Bhi Sailaab Hote Hain.
Jab Se Dekha Hai Teri Aankhon
Mein Jhank Kar, Koi Bhi Aaina
Acha Nahin Lagta Teri Mohabbat
Mein Aise Hue Hai Deewane Tumhe
Koi Aur Dekhe Toh Acha Nahin Lagta
Mari Dosti Ka Andaza Na Laga Paoge,
Khud Ko Bhool Jaoge Magar Hum Ko
Na Bhool Paoge, Ek Baar Hum
Se Juda Ho Kar To Dekho, Kasam
Tumahri Hamare Bagair Jena Bhul Jaoge.
Koi Gham Nahi Magar Dil Udas Hai,
Tujh Se Koi Rishta Nahi Phir Bhi
Ehsaas Hai, Kehne Ko Bohut Apne
Magar Tu Ek Khas Hai, Zyada
Emotional Na Hona Ye Sub Bakwas Hai.
Ishq Wale Ankhon Ki Baat Samajh Lete
Hain, Sapno Mein Mil Jaye To Mulaqat
Samajh Lete Hain, Rota To Asman
Bhi Hain Apne Bichde Pyaar Ke Liye,
Par Log Use Barsat Samajh Lete Hain.
Chandani Rato Me Kuch Bheege Khayalo
Ki Tarah Mene Chaha Hai Tumhe Din
Ke Ujalon Ki Tarah Guzre The Jo
Kuch Lamhe Tumhare Sath Meri Yaado
Me Chamakte Hai Wo Sitaron Ki Tarah.
Excellence Is The Result Of Caring
More Than Others Think Is Wise,
Risking More Than Others Think Is
Safe. Dreaming More Than Others
Think Is Practical ‘N Expecting
More Than Others Think Is Possible.
Dil Me Aap Ki Yaaden Karli Hein
Makaam Umr Bhar Aapki Yaad Rahegi
Paigham, Aap Ki Is Dosti Ne
Kardiya Hame Ghulam Are Jaathe
Jaathe Usthaadon Lelo Hamari Salaam.
Zindagi Kis Ko Raaz Aaye Hain, Aap To
Kanton Ki Baat Karte Ho, Hum Ne To Phoolon
Se Chot Khai Hain, Kabhi Aansoon Mein
Dhal Ke, Kabhi Sher O Nagma Banke, Milti
Hai Naaz Ko Zindgai, Kai Karvate Badal Kar!
Nazar Se Dor Rehne Wale Ne Mujhe
Dilse Bhi Dur Kardiya, Kabhi
Wada Kiya Tha Mujhe Hamesha
Hasane Ka, Aaj Usiki Yaadon Ne
Humko Rone Ke Liye Majbur Kardiya.