Categories
User: Sonu
Sirf Lehra Ke Reh Gaya Aanchal Rang Ban
Kar Bikhar Gayaa, Koi Gardish E Khoon
Ragon Men Tez Hui, Dil Ko Chukar Guzar
Gaya Koi, Phool Se Khil Gaye Tasavir
Men Daaman E Shauq Bhar Gayaa Koi.
Phoolon Ke Shehar Mein Rehne
Wali, Tujhe Kantoon Ka Andaza
Nahi, Gamoon Ki Bahaar
Se Guzar Raha Hoon Main,
Mujhe Khusheoon Ka Andaza Nahi.
Woh Bheegi Hui Mitti Zameen Pe Tera
Naam Likh Jaati Hai, Uss Par Behane
Wali Havaa Bhi Geet Tere Gungunaati
Hai Jab Baarish Aakar, Uss Likhe Hue
Naam Ko Mitaati Hai. Tab Teri Yaaden
Phir Aankhon Ko Namee De Jaati Hain.
Hqiqat Taro Ki Roshni Byan Krengi
Chahat Apni Chand Ki Chandni
Roshan Kregi Jab Hath Tera
Mera Hath Me Hoga Janu To
Ye Puri Kaynat Mehak Uthegi.
Un Galiyon Se Jab Gujre To Manjar
Ajeeb Tha, Dard Tha Magar Wo
Dil Ke Kareeb Tha, Jise Hum
Dhundte The Apni Haathon
Ki Lakiron Me, Wo Kisi Dusre
Ki Kismat, Kisi Aur Ka Naseeb Tha.
Tum Jo Mere Khayalon Me Chale Aate Ho,
Jaante Ho Hume Kis Kadar Satate Ho,
Tumne Mere Wajood Ki Tanhaai Cheen Li,
Khuda Jaane Tum Itna Kyu Yaad Aate Ho,
Mai Jab Bhi Tumhe Bhulna Chahu To Mere
Soch Ke Har Dehleez Pe Nazar Aate Ho.
Chand Bhi Suraj Ki Kiran Se Chamakta
Hai, Phool Khilne Ke Baad Ki
Mehakta Hai, Pyar Karne
Waale Izhaar Karte Nahi,
Unki Ankho Se Pyar Chalakta Hai!
Zindagi Guzar Jaye Par Pyar Kam Na Ho,
Yaad Humein Rakhna Chahe Paas
Hum Na Ho, Qayamat Tak Chalta
Rahe Yeh Pyar Ka Safar, Dua Karo
Rab Se Kabhi Yeh Rishta Khatam Na Ho.
Majburio Ko Hum Ankho Mai Chupa
Lete Hai, Hum Kaha Rote Hai
Halat Rula Dete Hai, Hum To Har
Pal Yad Krte Hai Aapko, Par Aap
Na Yad Krne Ka Ilzam Lga Dete He.
Dua Karte Hain Rabse Hum Yuhi Sath
Rahe, Pyar Ke Is Rishte Ko Puri
Imandari Se Nibhaye, Mana Zindgi
Ki Raho Me Kuchh Kante Bhi Milenge,
Par Aap Agar Sath Honge To Kanto
Par Bhi Phool Samajkar Chalte Rahenge.
Kuch Nasha Tirange Ki Aaan Ka Hain,
Kuch Nasha Matrbhumi Ki Shaan Ka
Hai Hum Lahrayenge Har Jagah Ye
Tiranga Nasha Ye Hindustan Ki Shaan
Ka Hain Happy Independence Day All.