Categories
User: Mahendra Regar
Dil Dharakta Hai Tujhe Dekhun To, Saans
Bhi Meri Rukne Lagti Hai Pyar Itna Hai
Mere Dil me Sanam, Rooh Bhi Meri Khinch
Ne Lagti Hai Chain Milta Hai Jab Mei Dekhu
Tujhe, Warna Ya Saans Rukane Lagti Hai.
Dosti Ka Pehala Salaam Aapke
Naam, Hamaari Zindagi Ki Akhari
Sham Aapke Naam. Iss Safar Main
Humsafar Hain Hum Dono Is Dosti
Ko Nibhana Hain Aapka Kaam..
Yaadon Ki Keemat Wo Kya
Jaane, Jo Khud Yaadon Me
Mita Diya Karte Hain,
Yaadon Ka Matlab to Unse
Pucho, Jo Yaadon Ke
Sahare Jiye Karte Hain.
Apne Hothon Par Saja Kar
Tujhe Main Tere Hi Geet
Gana Chahta Hoon Jal Kar
Bujh Jana Humari Kismat
Sahi Bas Ek Baar
Roshan Hona Chahta Hoon.
Kehte Hain Jab Tum Kisi
Ko Hasil Karna Chaho Or
Wo Tumhen Na Miley To Jaan
Lo Tumhein Apney Rab Se Koi
Or Mang Raha Hai Or Us Ki
Dua Mein Tum Se Zyada Asar Hai!
Sochta Hun Sagar Ki Lahero
Ko Dekhkar Kyu Yeh Kinaray
Se Takra Ker Palat Jaten
Hain Karte Hain Ye Sager
Say Befawa Ya Phir
Sagar Se Wafa Nibhaten Hain!
Palko Ko Humne Jab Bhi Jhukaya
Hai, Bas Ek Hi Khayal Aaya
Hai, Jis Khuda Ne Tumhe Banaya
Hai, Tumhe Dharti Pe Bhejke
Bhala Wo Kaise Jee Paaya Hai.
Pyaar Me Milna Jaruri Nahi,
Pyaar Mein Izhaar Bhi Zaruri
Nahi, Zaruri Sirf Ehsaas Hai
Jo Zindagi Sanwarde, Unhe
Paana Ya Na Pana Zaruri Nhi.
Aey Dost Dosti Pe Shak Na
Kar, Yeh Hum Nahi Tere
Nishan Kehte Hai, Tu Hi
Hai Sachcha Dost, Yeh
Hum Baar Baar Kehte Hai.
Taras Gaye Apke Deedar Ko,
Phir Bhi Dil Aap Hi Ko
Yaad Karta Hai, Humse
Khusnaseeb To Apke Ghar
Ka Aaina Hai, Jo Har Roz
Apke Husn Ka Deedar Karta Hai.
Ishq Aisa Karo Ki Dhadkan
Me Bas Jaaye, Saans Bhi Lo
To Khushbu Usi Ki Aaye,
Pyaar Ka Nasha Aankhon Pe
Chaa Jaaye, Baat Kuch Bhi
Na Ho Par Naam Usi Ka Aaye.