Categories
User: rakesh kashyap
Jante Ho Fir Bhi Ajanbi
Bante Ho Is Tarhe Hme Paresan
Krte Ho Puchte Ho Tumhe
Kya Psand Hai Jawab Khud
Ho Fir Bhi Sawal Karte Ho!!
Yun To Mohbbat Ki Hqiqat
Se Hum Achi Trh Waqif The
Dosto.. Par Na Jaane Q
Unko Dekha To, Zra Sa Shauk
Hua Zindgi Barbad Karne Ka!
Ban Jau Agar Tum Sa Kesa
Lagega, Har Pal Rahu Tumse
Khafa Kesa Lagega, Khud Se
Bhi Zyada Ho Yaqin Tumhe
Kisi Par, Agar Wohi De
Jaye Daga To Kesa Lagega.
Bahut Udas Hai Koi Tere
Jaane Se, Ho Sake To Laut
Aa Kisi Bahane Se, Tu Lakh
Khafa Sahi Magar Ek Baar
To Dekh, Koi Toot Gaya Hai
Tere Rooth Jaane Se..
Mohabbat Ki Aazmaishe De
De Ke Thak Gaye Hain..
Qismat Me Koi Aisa Bhi Likh
De Jo Maut Tak Wafa Kare..
Hasane Ke Baad Kyu Rulati
H Duniya Jane K Baad Kyu
Bhulti H Duniya Jindgi Me
Kya Koi Kasar Baki Thi Jo
Marne K Baad B Jlati H Duniya.
Apne Haathon Ki Hatheli Par
Uska Naam To Likh Liya..
Par Ye Na Socha Ki
Taqdeer To Khuda Likhta Hai.
Labhon Ki Hasi Tere Naam
Kar Denge, Har Khushi
Tere Naam Kar Denge, Jis
Din Hogi Kami Mere Pyaar
Mein, Zindagi
Ko Maut Ke Naam Kar Denge.
Shikwa Kisi Ka Na Fariyad
Kisi Ki, Sirf Honi Thi
Zindagi Barbaad Kisi Ki,
Ehsaas Mita Aur Miti
Ummidein, Sab Mita
Par Na Miti Yaad Kisi Ki.
Mere Jaane K Bad Ek Din
Royenge Wo, Gam-E-Ishq
Akele Hi Dhoyenge Wo
Yaad Meri Aakar Satati
Rahegi Unko Jis Pal
Mujhe Bhul K Soyenge Wo.
Guzar Jayege Apke Pas Se
Hawa Bankar, Beh Jayege
Ankho Se Aansu Bankar,
Aaj To Aapke Pas Fursat
Nahi, Yad Karoge Jab
Reh Jayege Yad Bankar.