Categories
User: Shabankhan
Na Jane Kab Maut Ka Paigaam
Aajaye, Na Jane Kab Zindagi
Ki Saam Aajayi, Dondhta Ho
Aisa Mauka Dosto, Ki Meri
Zindagi Kisi Ke Kaam Aajaye
Har Parsan Me Ek Uttar Chupa
Hota Hai, Har Bat Me Ek Ardh
Chupa Hota Hai, Gaur Se To
Dekho Har Ek Dil Me Ek
Anjaan Sa Dard Chupa Hota Hai.
Aapki Yaad Dil Se Bhulayi
Nahi Jati, Daulat Hai Pyar
Ki Yonhi Lutayi Nahi Jati,
Kaha Le Jauo Is Dil Ko
Teri Gali Ke Siwa, Har Roj
Nayi Basti Banayi Nahi Jati.
Aapki Ik Cheez Hame Bahut
Pasand Hai, Aap Jab B Koi
Kam Karte Ho To Dil Laga
Kar Karte Ho, Kiyon Ki
Dimaag To Aapke Pas Hai Nahi.
Boond Se Moti Maang Lenge,
Chand Se Chandni Mang Lenge,
Agar Teri Dosti Naseeb
Huyi A Dost, To Khuda
Se Ek Aur Zindagi Mang Lenge.
Dosti Dil Hai Dimaag Nahi,
Dosti Soch Hai Aawaz Nahi,
Koi Aankh Se Nahi Dekh Sakta
Dosti Ke Jazbaat, Kiyon Ki
Dosti Ehsaas Hai Andaaz Nahi.
Koi Mere Liye Moti Bhari Rahen
Chunta Hoga, Wo Kisi Aur
Duniya Ka Kinara Hoga, Jise
Chahte Hain Ham Apne Dil Se,
Wo Is Duniya Me Niyaara Hoga.
Har Pal Unke Bare Me Sochte
Hai, Kabhi Khud Ko Kabhi Khuda
Ko Koste Hai, Jab Unka B Dil
Chahta Hai Hamse Milna, Phir
Kiyon Vo Apne Kadmo Ko Rokte Hai.
Maine Unse Pyar Kiya Ye
Mere Pyar Ki Had Thi, Maine
Unpe Aitbar Kiya Ye Mere
Aitbar Ki Had Thi, Mar Kar
B Khuli Rahi Aankhen Ye
Mere Intzaar Ki Had Thi.
Na Chupana Koi Bat Dil Me
Ho Agar, Rakhna Thoda
Bharosa Tum Ham Par, Ham
Nibhayenge Dosti Ka Rishta
Is Kadar, Ki Bhulane Se B
Bhool Na Payenge Zindagi Bhar.
Tujhe Hi Apna Muqaddar Batate
Hai Ham, Khuda Se Pehle Tere
Aage Sar Jhukate Hai Ham,
Dosti Ka Rishta Kabhi Tod
Mat Dena,isi Rishte Ke
Dam Pe Mushkurate Hai Ham.