Categories
User: Shabankhan
Khuda Ne Kaha Dosti Na Kar To
Dosti Me Kahin Kho Ayega Mai
Ne Kaha Ae Khuda Ek Baar To
Zamin Par Aake Mere Dost Se
Mil To Bhi Us Par Fana Ho Jayega.
Apne Zindagi Ka To Azeeb Kahani Hai,
Jis Cheez Ko Dil Se Chaha Wahi
Begaani Hai, Ham Haste Hain Apno Ko
Hasane Ke Liye, Warna Sari Duniya Doob
Jaye Mere In Aankho Me Itna Paani Hai?
Na Jane Kisi Sakhs Ka Intzaar Hame Aaj
Bhi Hai, Sukon To Bahut Hai Hame Par
Dil Bekarar Aaj Bhi Hai, Tumne Nafrat
Ke Siwa Diya Hai Kiya Mujh Ko Lekin Tumari
Un Nafrato Se Pyaar Hame Aaj Bhi Hai.
Na Mahfil Azeb Hai Na Manzar Azeb
Hai, Usne Jo Dil Par Chalaya
Wo Khanzar Azeb Hai, Na Hume
Dobne Deti Hai Na Nikalne Deti Hai,
Uske Dil Ka Woh Samandar Azeb Hai.
Kisi Ajnabi Ko Mera Likha Suna Raha Tha
Wo Bikhre Huye Khuwabo Ke Parchy
Uda Raha Tha Wo Umar Bhar Pista
Raha Wo Rishto Ki Chakki Me Baki
Rahe Rishto Se Daman Chura Raha Hai Wo.
Tote Huye Phool Khushbo De Jaate
Hain Bite Huye Pal De Jaate
Hain Har Kisi Ka Andaaz Hai
Apna Apna Koi Dosti Me Pyaar
To Koi Pyaar Me Dosti De Jate Hain.
Kuch Khabar Nahi Humko Apna Ya
Paraya Hai Dhondhne Ye Dil Jisko Is
Gali Me Aaya Hai Hum Duawaiyan
Dete Hain Tumko Phir Bhi Jaane E Jaan
Magar Tumne Is Dil Ko Bepana Sataya Hai.
Aankhon Ko Aapke Didaar Ki Aarjoo
Hai Dilon Ko Aapke Pyaar Ki
Aarjoo Hai Kisi Mod Par
Bhool Na Jana Hame Zindagi Bhar
Aapka Sath Nibhane Ki Aarjoo Hai.
Hum Wo Nahi Jo Tujhe Gam Me Chhod
Denge, Hum Wo Nahi Jo Tujhse Nata
Tod Denge Hum To Tere Wo Dosh
Hain Jo Agar Teri Saasein Band
Ho To Khuda Apni Saasein Jod Denge.
Pal Bhar Me Tod Jaye Wo Kasam Nahi
Dost Ko Bhul Jayen Wo Hum Nahi
Tum Hame Bhool Jawo Is Baat Me
Dam Nahi Kiyon Tum Hame Bhula
Kaise Pawoge Itne Bure Hum Nahi.
Kayi Raaz Aise Hote Hain Jo Dikhaye Nahi
Jate Kayi Kisse Aise Hote Hain Jo Sunaye
Nahi Jate Kayi Dil Aise Hote Hain
Jo Tode Nahi Jate Aur Kuch Aap Jaise
Dost Hote Hain Jinhe Chhode Nahi Jate.