Categories
User: 420ashu b
Aaj Malum Pada Mujhe Us Shaks Ki Haqikat Hum To Samjh Hi Na Sake Use To Har Mausum Me Ped Ki Tarah Patte Badlne Ki Aadat Thi.
Kash Unki Nazar Me Inayat Hoti, To Aaj Humari Ankhe Nam Na Hoti, Wo Wafa Ke Raste Hoti To Hamari Dunia Jannat Se Kam Na Hoti.
Kajal Kala Hokar Bhi Ankho Ko Saza Deta Hai, Meri Dunia Me Khushi Aane Se Pahle Gum Akr Rula Deta Hai.
Gujar Raha Tha Dhoop Me Socha Us Ped Ka Chhaw Leta Chalu
Jaha Paheli Baar Unhone Milne Ko Bulaya Tha.
Na Jane Wo Log Itne Hasin Kyu Hote Hai Jo Hasin Sapne Dikhakar Hasane Ke Kabil Nahi Chodte.
Itni Uljhan Kafi Hai Jindagi Ke Liye Na Koi Aur Lalach Do Khushi Ke Liye.
Kaha Sokun Dunde Koi Manzar Nahi Dikhata,
Halak Ko Dar Se Alag Kar De Wo Khanjar
Nahi Dikhata, Kitni Koshishe Ki Gum
Ko Rukhasat Karne Ki Afsos Duba
Du Gum Jisme Wo Samandar Nahi Dikhata.
Aaj Use Maine Usi Ki Dunia Me Use
Rote Huye Dekha, Fir Wo Baat
Zehan Me Aayi Mujhe Chodte Hue
Boli Thi, Ab Mujhe Tumse Jyada
Khush Rakhane Wale Mil Gaye Hai.
Unhe Shauk Tha Roj Roj Chasma Badlane Ka, Unke Liye Hajaro Chasme Liye Lekin Wo Hume Bhi Badal Dengi Socha Na Tha.
Hum Unki Mohbbat Me Iss Kadar Lut Gaye, Na Hume Lutne Ki Kimat Mili Na Unhe Lutne Ka Shauk Raha.
Wafa Ka Naam Na Le Koi Wafa Se Darr Lagata
Hai, Mausum Ke Har Sawan Har Ghata Se Darr
Lagata Hai, Salamat Ki Dua Na De Koi Har
Dua Se Darr Lagata Hai, De De Koi Hume
Khatm-E-Jindagi Zahar Ab Jindagi Salamat
Rakhane Wali Har Dawa Se Darr Lagata Hai.