Categories
Festival SMS [Diwali SMS]
Dharti Pe Aaya Swarg Utar Kar Aisa Hai
Tyohaar Diwaali Roshni Waali Ki Sab Tyohaar
Pe Bhari Ghar Ghar Deepak Roshan Karta
Ujala Darwaze Pe Hai Toran Phoolon Ki Mala
Naye Naye Kapde Pehan Ke Khus Hai Ye Sansar
Diwaali Roshni Waali Ki Sab Tyohaar Pe Bhari.
Aangan Aangan Dekho Rangoli Hai Sajayi
Hasi Khusi Swagat Karte Baante Sab
Mithaai Saari Raat Jaagte Rehte Neend
Ki Na Darkaar Har Din Aaye Banke
Diwaali Jeewan Ho Gulzaar Diwaali
Roshni Waali Ki Sab Tyohaar Pe Bhari!
Chandi Ke Chouki Pe Aasan Sajayen Bundi Ke
Laddu Ka Bhog Hum Lagaye Jhilmil Deepon Se
Ghar Jagmagayen Satrangi Rangon Se Rangoli
Banayen Harne Ko Aaye Hain Kasht Hamare Khol
Denge Bhakton Ke Bhagye Ke Dwaare In Ki Mahima
Hai Jag Se Nirali Aao Manaye Hum Sab Milke Diwaali.
Om Jai Lakshmi Mata Maiyya Jai Lakshmi
Mata Tumko Nishdin Sevat Har Vishnu
Vidhata Om Jai Lakshmi Mata Uma Rma
Brahmani Tum Hi Ho Jag Mata Surya
Chandrama Dhyavat Narad Rishi
Gata Om Jai Lakshmi Mata Happy Diwali.
Durga Roop Niranjni Sukh Sampati Data
Jo Koi Tumko Dhyavat Ridhi Sidhi
Dhan Pata Om Jai Lakshmi Mata Tum
Hi Patal Basanti Tum Hi Shubh Data
Karm Prabhav Prakashini Bhav Nidhi Ki
Trata Om Jai Lakshmi Mata Happy Diwali.
Jis Ghar Me Tum Rehti Sab Sadgun Aata
Sab Sambhav Ho Jata Mann Nahi Ghabrata
Om Jai Lakshmi Mata Tum Bin Yaghya Na
Hove Vstar Na Koi Pata Khaan Paan Ka
Vaibhav Sab Tumse Aata Om Jai Lakshmi Mata.
Shubh Gun Mandir Sundar Ksheerodedhi
Jata Ratan Chaturdash Tum Bin Koi
Nahi Pata Om Jai Lakshmi Mata Shri
Mahalakshmi Ji Ki Aarti Jo Koi
Nar Gata Ur Anand Samata Paap Utar
Jata Om Jai Lakshmi Mata Happy Diwali.
Chand Taaren Jugnu Se Mandap Sajayen Lakshmi
Ganesh Ji Ka Aasan Lagayen Ek Dant Dayawant
Chaar Bhuja Dhaari Bhakton Ke Dwaar Aaye
Jag Hetkaari Kumkum Anmol Sang Bolo Jaikari
Subh Honge Govind Kaaj Tumhari Jhume Nache
Bajake Taali Aao Manaye Hum Sab Milke Diwaali.
Deepavali Ka Yeh Pyara Tyohaar,
Jeevan Me Laye Aapke Khushiya
Apaar, Lakshmiji Viraaje Aapke
Dwar, Shubhkamna Hamari Karein
Sweekar! Deepavali Ki Badhai!
Asha, Utsah Aur Ullas Ki Abha Se Damakti
Amavas Ko Poonam Me Badalti, Deepon Ki
Muskurahat Aur Athkheliyon Ka] Yah Parv
Apke Apke Apno Ke, Jeevan Me Hamesha
Jagmagati Rahe, Bankar Shubh Deepawali.
May The Warmth And Splendor, That
Are A Part Of This Auspicious Festival,
Fill Your Life With Happiness And
Bright Cheer; And Bring To You Joy
And Prosperity, For The Whole Year.
Warm Wishes On This Festival Of Diwali!